Monday, 20 April 2015

Tu Jane Na(Ajab Prem KI Ghazab Kahani)

Music : Pritam
Lyrics : Irshad Kamil
Singers : Atif Aslam
Film: Ajab Prem Ki Ghazab Kahani
Tu Jaane Na Karaoke
Kaise bataayein
Kyun tujhko chahe
Yaara bataa na paaye
Baatein dilon ki dekho jo baaki 
Aake tujhe samjaayein

Tu jaane na aa.. Tu jaane na..
Tu jaane na aa.. Tu jaane na..

Milke bhi hum na mile.. Tum se na jaane kyun
Meelon ke hai faasle.. Tum se na jaane kyun
Anjaane hai silsiley.. Tum se na jaane kyun
Sapne hai, palkon tale.. Tum se na jaane kyun

Kaise bataayein
Kyun tujhko chahe
Yaara bataa na paaye aa.. Aa.. Aa..
Baatein dilon ki dekho jo baaki
Aake tujhe samjaayein

Tu jaane na aa.. Tu jaane na..
Tu jaane na aa.. Tu jaane na..

Aaa aa..
Nigahon mein dekho, meri jo hai bas gaya
Woh hai milta tumse hubahu
O oo..
Jaane teri aankhein thi ya, baatein thi wajah
Hue tum jo dil ki aarzoo

Tum paas ho ke bhi, tum aas ho ke bhi
Ehsaas ho ke bhi, apne nahi
Aise hain humko gile.. Tumse na jaane kyun
Meelon ke hain faasle.. Tum se na jaane kyun

Tu jaane na aa.. Tu jaane na..
Tu jaane na aa.. Tu jaane na..

Hoo..oo jaane na, jaane na, jaane na..
Aaaaa aa aa.. Tu jaane na

Khayalon mein lakhon baatein
Yun toh keh gaya
Bola kuch na tere saamne
O oo..
Hue na be-gaane bhi tum hoke aur ke
Dekho tum na mere hi bane
http://www.lyricsmaza.com

Afsos hota hai, dil bhi yeh rota hai
Sapne sanjota hai, pagla hua soche yeh
Hum the mile, tumse na jaane kyun
Meelon ke hain faasle.. Tum se na jaane kyun
Anjaane hai silsaley.. Tum se na jaane kyun
Sapne hai, palkon tale.. Tum se na jaane kyun
Oo ooo...

Kaise bataayein
Kyun tujhko chahe
Yaara bataa na paaye
Baatein dilon ki dekho jo baaki 
Aake tujhe samjaayein

Tu jaane na aa.. Tu jaane na..
Tu jaane na aa.. Tu jaane na..
Tu jaane na aa.. Tu jaane na..
Tu jaane na aa.. Tu jaane na..

Tu jaane na aa.. Tu jaane na...

DOWNLOAD KARAOKE

Main Jaha Rahoo(Namaste London)

Music : Himesh Reshamiya
Lyrics : Javed Akhtar
Singers : Rahat Fateh Ali Khan
Film: Namaste London
Main Jaha Rahu Karaoke
Mein Jahan Raho
Mein Kahin Bhi Hoo
Teri Yaad Saaath Hai

Kisi Se Kahun
Ke Nahi Kahun 
Yeh Jo Dil 
Ki Baat Hai

Kehne Ko Saath 
Appne Ek Duniya Chalti Hai 
Per Chupke Is Dil Mein Tanhai Palti Hai
Bas Yaad Saath Hai 
Teri Yaad Saaath Hai 3

Mein Jahan Raho
Mein Kahin Bhi Hoo
Teri Yaad Saaath Hai

Kahin To Dil Mein Yaadon Ki
Ek Suli Gad Jaati Hai 
Kahin Har Ek Tasveer Bhahut Hi Dhondhali Pad Jati Hai
Koi Nai Duniya Ke Naye Rango Mein Khush Rehta Hai 
Koi Sab Kuch Paake Bhi Yeh Maan Hi Maan Kehta Hai

Kehne Ko Saath 
Appne Ek Duniya Chalti Hai 
Per Chupke Is Dil Mein Tanhai Palti Hai
Bas Yaad Saath Hai 
Teri Yaad Saaath Hai 3

Kahin To Bete Kal Ki Jade
Dil Mein Hi Utar Jaati Hai
Kahin Jo Dhage Tute To
Malayen Bhikar Jaati 
Koi Dil Mein Jagah Nai Baaton Ke Liye Rakhta Hai
Koi Apni Palko Per 
Yadon Ke Diye Rakhta Hai

Kehne Ko Saath 
Appne Ek Duniya Chalti Hai 
Per Chupke Is Dil Mein Tanhai Palti Hai
Bas Yaad Saath Hai 
Teri Yaad Saaath Hai 3


DOWNLOAD KARAOKE

Thursday, 16 April 2015

Mein tenu Samjhawan Ki(Rahat Fateh Ali Khan)

Singers : Rahat Fateh Ali Khan
Album: Virsa
Samjhawan Karaoke 
nai jeena, tere baajo
nai jeena, nai jeena
nai jeena tere baajo
nai jeena, nai jeena


mein tenu samjhawan ki
na tere baajo lagda ji
mein tenu samjhawan ki
na tere baajo lagda ji
tu ki jaane pyar mera
mein karaan intezar tera
tu dil tu yun jaan meri

mein tenu samjhawan ki
na tere baajo lagda ji
Haey tu ki jaane pyar mera
mein karaan intezar tera
tu dil tu yun jaan meri

mein tenu samjhawan ki
na tere baajo lagda ji

mere dil vich re ke mere
dil da haal na jaane
tere baajo kaleyan be ke
ronde nain numane
jeena mera Haaye
marna mera naal tere si 
kar aetibar mera
mein karaan intezar tera
tu dil tu yun jaan meri


mein tenu samjhawan ki
na tera baajo lagda ji

HOo,oo,o,o
ni changa nai O kitaa
ve changa nai O kitaa
dil mera torr ke
ve bara pachtaya akhaan
ve bara pachtaya akhaan
tere naal jorr ke

sunjiyan sunjiyan dil diya galiyan
sunjiyan meriyan baawan
aaja teriyan khashboo walon
love diyan meriyan saaman
tere bina ki main karaan door udasi
dil beqrar mera
mein karaan intezar tera
tu dil tu yun jaan meri


mein tenu samjhawan ki
na tera baajo lagda ji
Haaye tu ki jaane pyar mera
mein karaan intezar tera
tu dil tu yun jaan meri

mein tenu samjhawan ki
na tere baajo lagda ji


DOWNLOAD KARAOKE

Monday, 13 April 2015

Tere Bina Tere Bina(Tezz)

Music : Sajid-Wajid
Lyrics : Jalees Sherwani and Shabbir Ahmed
Singers : Rahat Fateh Ali Khan
Film: Tezz
TERE BINA TERE BINA KARAOKE(TEZZ) 
Tere bina tere bina dil naiyyo lagda
Mera dil naiyyo lagda
Tere bina tere bina dil naiyyo lagda
Mera dil naiyyo lagda

Tu hi meri, hai zindagi
Tu hi meri, hai har khushi :)
Tu hi meri, hai bandgi

Kaise kahoon? kahaan jaaun?
Kise karoon sajda?
Haan, kise karoon sajda?
Tere bina tere bina dil naiyyo lagda aa
Mera dil naiyyo lagda
Kaise kahoon? kahaan jaaun?
Kise karoon sajda?
Haan, kise karoon sajda?

Teri kasam teri kasam jaan-e-jaana
Teri liye tere liye, main deewana
Kaise jiyein kaise jiyein ye batana
Maut bhi mujhko naa aaye - [x2]

Tu hi meri, hai zindagi
Tu hi meri, hai har khushi
Tu hi meri, hai bandgi
Tere bina tere bina dil naiyo lagda
Mera dil naiyo lagda

Maahi mera maahi mera sona-sona
Rabba mere rabba mere hai salona
Tere siva mera koi naa honaa
Yaad teri kitnaa sataye - [x2]

Tu hi meri, hai zindagi
Tu hi meri, hai har khushi
Tu hi meri, hai bandgi

Tere bina tere bina dil naiyyo lagda
Mera dil naiyyo lagda
Kaise kahoon? kahaan jaaun?
Kise karoon sajda?
Haan, kise karoon sajda



DOWNLOAD KARAOKE

Tuesday, 7 April 2015

Jeena Jeena(Atif Aslam)

Music : Sachin-Jigar
Lyrics : Dinesh Vijan and Priya Saraiya
Singers : Atif Aslam
Film: Badlapur
Jeena Jeena(Badlapur)Karaoke
Hmm.. hmm...

Dehleez pe mere dil ki
Jo rakhe hain tune kadam
Tere naam pe meri zindagi
Likh di mere humdum

Haan seekha maine jeena jeena kaise jeena
Haan seekha maine jeena mere humdum
Na seekha kabhi jeena jeena kaise jeena
Na seekha jeena tere bina humdum

Dehleez pe merey dil ki
Jo rakhe hain tune kadam
Tere naam pe meri zindagi
Likh di mere humdum

Haan sikha maine jeena jeena kaise jeena
Haan sikha maine jeena, mere humdum
Na sikha kabhi jeena jeena kaise jeena
Na sikha jeena tere bina humdum

Hmmm.. hmmm..

Sacchi si hain yeh taareefein
Dil se jo maine kari hain...

Sacchi si hain yeh taareefein
Dil se jo maine kari hain...

Jo tu mila to saji hain
Duniya meri humdum
O aasma mila zameen ko meri
Aadhe aadhe poore hain hum
Tere naam pe meri zindagi
Likh di mere humdum

Haan seekha maine jeena jeena, kaise jeena
Haan seekha maine jeena, mere humdum
Na seekha kabhi jeena jeena kaise jeena
Na seekha jeena tere bina humdum


DOWNLOAD KARAOKE

Monday, 6 April 2015

Humdard(Arijit Singh)

Music : Mithoon
Lyrics : Mithoon
Singers : Arijit singh
Film: Ek Villain
Ek villain(Humdard) Karaoke
Pal, do pal, ki hi kyun hai zindagi
Iss, pyar, ko hai sadiyaan kaafi
nahi
Toh khuda se maang lun
Mohalat main ik nayi
Rehna hai bas yahaan
Ab door tujhse jaana nahi
Jo tu mera humdard hai
Jo tu mera humdard hai
Suhaana har dard hai
Jo tu mera humdard hai

Teri muskurahatein hain taaqat meri
Mujhko inhi se ummeed mili
Chaahe kare koi sitam ye jahaan
Inme hi hai sadaa hifaazat meri
Zindagani badi khoobsurat hui
Jannat ab aur kya hogi kahin
Jo tu mera Humdard hai
Jo tu mera Humdard hai
Suhaana har dard hai
Jo tu mera Humdard hai

Woooo...
Teri dhadkano se hai zindagi meri
Khwahishein teri ab duaaein meri
Kitna anokha bandhan hai ye
Teri meri jaan jo ek hui
Lotunga yahaan tere paas main haan
Waada hai mera mar bhi jaaun kahin
Jo tu mera humdard hai
Jo tu mera humdard hai
Suhaana har dard hai
Jo tu mera humdard hai

hmmm.. humdard hai
hmmm.. humdard hai
hmmm.. humdard hai
hmmm.. humdard hai...


DOWNLOAD KARAOKE

Friday, 3 April 2015

Muskurane Ki Waja Tum Ho

Music : Jeet Ganguly
Lyrics : Rashmi Singh
Singers : Arijit singh,Palak Muchhal
Film: Citylights
MUKURANE KI WAJA KARAOKE
Muskurane ki wajah tum ho
Gungunane ki wajah tum ho
Jiya jaaye na, jaaye na, jaaye na..
O re piya re..
Jiya jaaye na, jaaye na, jaaye na..
O re piya re..


O re lamhe tu kahin mat jaa
Ho sake toh umr bhar tham jaa
Jiya jaaye na, jaaye na, jaaye naa..
O re piya re..
Jiya jaaye na, jaaye na, jaaye naa..
O re piya re.. piyaa re..

Dhoop aaye toh, chhaanv tum laana
Khwahishon ki baarishon mein
Bheeg sang jaana (x2)

Jiya jaaye na jaaye na jaaye na
O re piya re..
Jiya jaaye na jaaye na jaaye na
O re piya re.. piya re..

Jo mile usme kaat lenge hum
Thodi khushiyaan thode aansu baant lenge hum
Jo mile usme kaat lenge hum
Thodi khushiyaan thode aansu baant lenge hum
Jiya jaaye na jaaye na jaaye na
O re piya re..
Jiya jaaye na jaaye na jaaye na
O re piya re.. piya re..

Muskurane ki wajah tum ho
Gungunane ki wajah tum ho
Jiya jaaye na, jaaye na, jaaye na
O re piya re.. 
Jiya jaaye na, jaaye na, jaaye na
O re piya re.. piya re...
Piya re...
Wo o ho... oo...



DOWNLOAD KARAOKE

Thursday, 2 April 2015

Chahun Main Ya Na(Arijit Singh)

Music : Jeet Ganguly
Lyrics : Irshad Kamil
Singers : Arijit singh,Palak Muchhal
Film: Ashiqui 2
ASHIQUI 2 KARAOKE
Tu Hi Yeh Mujhko Bata De
Chahoon Main Ya Na
Apne Tu Dil Ka Pata De
Chahoon Main Ya Na

Tu Hi Yeh Mujhko Bataa De
Chahoon Main Ya Na
Apne To Dil Ka Pata De
Chahoon Main Ya Na
Itna Bata Doon Tujhko
Chahat Pe Apni Mujhko
Yun To Nahin Ikhtiyaar
Phir Bhi Ye Socha Dil Ne
Ab Jo Laga Hoon Milne
Poochhun Tujhe Ek Baar Oho

Tu Hi Yeh Mujhko Bata De
Chahoon Main Ya Na
Apne Tu Dil Ka Pata De
Chahoon Main Ya Na

Aisi Kabhi Pehle
Hui Na Thin Khawahishein
O Kisi Se Bhi Milne
Ki Na Ki Thin Koshishein

Uljhan Meri Sujha De
Chahun Main Ya Naa
Aankhon Aankhon Mein Jata De
Chahoon Main Ya Na

Mere Chhote Chhote Khaab Hai
Khaabon Mein Geet Hain
Geeton Mein Zindagi Hai
Chahat Hai Preet Hai
Abhi Main Na Dekhon Khwab Woh
Jinmein Na Tu Mile
Le Khole Hoth Maine
Ab Tak The Jo Sile

Mujhko Na Jitna Mujhpe
Utna Is Dil Ko Tujhpe
Hone Laga Aitbaar
Tanha Lamhon Mein Apne
Bunti Hoon Tere Sapne
Tujhse Ho Mujhko Pyaar O

Poochungi Tujhko Kabhi Na
Chahoon Main Ya Na
Tere Khaabon Mein Ab Jeena
Chaahoon Main Kyun Na


DOWNLOAD KARAOKE

Wednesday, 1 April 2015

ARZIYAAN(Javed Ali & Kailash Kher)

Music : A R Rahman
Lyrics : Prasoon Joshi
Singers : Javed Ali & Kailash Kher


Arziyaan Sari Mein, Chehre Pe Likh Ke Laaya Hoon
Tumse Kya Mangu Mein, Tum Khud Hi Samjah Lo...
Ya Maula..., Maula Maula Maula Mere Maula
Maula Maula Maula Mere Maula... (2)
Maula Maula Maula Maula... (2)
Dararein Dararein Bandhein Pe Maula
Maramat Mukdar Ki Kar Do Maula, Mere Maula..
Tere Dar Pe Jhuka Hoon Meeta Hoon Bana Hoon... (2)
Marammat Mukdar Ki Kar Doo Maula... (2)

( Jo Bhi Tere Dar Aaya, Juhkne Jo Sar Aaya
Mastiyan Piye Sabko, Jhoomta Nazar Aaya )... (2)
Pyaas Le Ke Aaya Tha, Dariya Woh Bhar Laya
Noor Ki Barish Mein Beeghta Sa Tar Aaya
Noor Ki Barish Mein.. Ooo
Noor Ki Barish Mein, Beeghta Sa Tar Aaya
Maula Maula Maula Mere Maula... (2)
Maula Maula Maula Maula... (2)
Dararein Dararein Maathe Pe Maula
Maramat Mukdar Ki Kar Do Maula, Mere Maula..
( Jo Bhi Tere Dar Aaya, Jhukne Jo Sar Aaya
Mastiyan Piye Sabko, Jhoomta Nazar Aaya )... (2)

O Ek Khusbu Aati Thi... (2)
Mein Bhatakta Jata Tha, Reshmi Si Maya Thi
Aur Mein Takta Jata Tha
Jab Teri Gali Aaya, Sach Tabhi Nazar Aaya... (2)
Mujhe Mein hi Woh Khusboo Thi, Jisse Tune Milwaya
Maula Maula Maula Mere Maula
Maula Maula Maula Maula... (2)
Dararein Dararein Hai Maathe Pe Maula
Maramat Mukdar Ki Kar Do Maula, Mere Maula..

Aaa Aaaa...
Tut Ke Bikharna Mujhko Zarur Aata Hai
Hoo, Tut Ke Bikharna Mujhko Zarur Aata Hai
Varna Ibbadat Wala Ssarur Aata Hai
Sajde Mein Rehne Do, Abb Kahin Na Jaunga... (2)
Abb Jo Tumne Tukhraya To Sawar Na Paunga
Maula Maula Maula Mere Maula
Maula Maula Maula Maula... (2)
Dararein Dararein Hai Maathe Pe Maula
Maramat Mukdar Ki Kar Do Maula, Mere Maula..

Sar Utha Ke Mene To Kitni Khwahishe Ki Thi
Kitne Khwaab Dekhe The Kitni Khosishe Ki Thi
Jab Tu Rubaru Aaya...
Jab Tu Rubaru Aaya Nazarein Na Mila Paya
Sar Jhuka Ke Ek Pal Mein... Ooo
Sar Jhuka Ke Ek Pal Mein Mene Kya Nahi Paya
Maula Maula Maula Mere Maula... (2)
Maula Maula Maula Maula... (2)
Maula Maula Maula Mere Maula... (2), Mere Maula..
Maula Maula Maula Maula... (2), Mere Maula..

Mora Piya Ghar Aaya, Mora Piya Ghar Aaya... (6)
Maula Maula Maula Mere Maula... (2)
Maula Maula Maula Maula
Mere Maula Maula Maula Maula
Mere Maula Maula Maula Maula, Mere Maula..

Song : Arziyaan (Maula Maula Mere Maula)

DOWNLOAD KARAOKE